Ji han kuch aisa howa hai khalid k sath baichra kiya qosur tha us ka ho match daikhnay gaya india dotee ki bat kartay hain kashmair singh k zindgi k badai khalid ki moot hum nuy usai apny hi mulk k dushman ko han dushman us nay khud is bat ko qobol kiya k wo jasoos thaa or kitni izzat k sath humaree gov nai usai rukhsat kiya 1 phansi k sazayafta ko or khlid jisai khud inidia ki gov nai raha kiya usai is baidardi k sath moot dai kar humaray pas dafna nai bhaij diya afssos .
Khalid ka pasport hi to khuya tha us ki itni baree saza jab us k ghar walai us say millnay india gay to us ki halat bayan say qasir thee us k nakhun pilas sai khainchay howay thai us k sar par itna garam pani dala k us k bal utar gay or khal pighal gaee thee neem murada wajood daikh k us k ghrawalon ka kiya hall howa ho koi nahi soch sakta or patanahi kiya kuch howa us k sath akhir usay mar kar us kaghr walon hawalai kar diya zindagi bhar tarap nay k liya,
kon hai is ka zimaidar???????????????????

Bookmark Site