
jis k jootay hon kai baar arsh par pohnchay
shaan us ki main kia likhon k wo kaisa hai
hazeaan to un logon ko hova hai ahsan
jo is door main bhi kahtay hain k mohammad ham jaisa hai
logon nay kha jab aap(p.b.u.h)say yeh savaar or yeh sawari
Hazrat nay kha tum chup raho main chain say hon
ya hussain(A.S) teray kirdaar kay kia kahnay
ahmad-e-mursal bhi yeh kahtay hain main hussain say hon