O Meray Dost!
O mery dost larkay!
zara thaam lay mera haath
kis ko dhoond raha hai?
mein doon ga na tera saath!
O Meray Dost!
mujhay karnay day mehsoos
tujh ko apnay andar
jab tu hoga udaas
mein banoo ga tera aaas!
O Meray Dost!
ik khawahish dil kee
jo tujhko hai batanee hee
jab tu marna chahay
mein wajh banoo teray jeenay kee
(zulfiqar 03005099541)

Bookmark Site