raasi: chohr sailaab ki baatien, meray baap nay thori bhaija hai sailaab
deehba: lekin ittay saray log jo marr gai?
aayein apio ley kay chultay hain
filmo ka boycott kerdo,
inki masnooat ka boycott kerdo
inkay dramo ka boycott kerdo
do qadam or
is mulk ka baoycott kerdo
is akhbar ka boycott kerdo
jee jee tashreef layeh, yeh inquilab dot com ka hi office hai
jee asal mien aap tou jaantay hi hain kay bijli ka kitna masla hai
phir oper sey hamara generator bannay gia hai kul say